Runing kaise kare? Running Tips 6
Logo ki Dharna hai,ki jab koi ladka/ladki padhai me tej na ho to sab log kahtein hai ki iski zindagi ka koi matlab nahi hai. Friends kuch kar gujarne ki chah ho to kya kuch nahi kar saktein. To me aapko bata dena chahta hoon ki only study karne se ya higher education se hi aap samajh me pratishtha prapt kar sate ho aisa nahi. Agar kisi student ki dilchaspi agar running jaise scope me hai to aap bhi ek achhe aur pratishtha prapt vyakti ban sakte ho. To aaiye sidhe point par aate hai 1) Running aap morning yane subah ya sham ko bhi kar Skte ho. Aapke samay ke anussar Aap apna time bana sakte ho. 2) Agar aap abhi abhi Running karne ki shuruaat kar rahe ho to me aapko Bata du ki aap first day hi jyada na bhage. 3) Aap 15-20 dino tak practice kare or thoda thoda antar badhaye. Aur 4) Pahle aap slow daude aur baad me aap Apna speed. Badha sakte ho. 5) Running karke lautne ke baaad apne muh par paani kabhi bhi na maare. Kyo...