Runing kaise kare? Running Tips 6

Logo ki Dharna hai,ki jab koi ladka/ladki padhai me tej na ho to sab log kahtein hai ki iski zindagi ka koi matlab nahi hai.
Friends kuch kar gujarne ki chah ho to kya kuch nahi kar saktein.
To me aapko bata dena chahta hoon ki only study karne se ya higher education se hi aap samajh me pratishtha prapt kar sate ho aisa nahi.





Agar kisi student ki dilchaspi agar running jaise scope me hai to aap bhi ek achhe aur pratishtha prapt vyakti ban sakte ho.
To aaiye sidhe point par aate hai

1)
Running aap morning yane subah ya sham ko bhi kar Skte ho.
Aapke samay ke anussar
      Aap apna time bana sakte ho.

2)
Agar aap abhi abhi Running karne ki shuruaat kar rahe ho to me aapko
Bata du ki aap first day hi jyada na bhage.

3)
Aap 15-20 dino tak practice kare or thoda thoda antar badhaye.
Aur

4)
Pahle aap slow daude aur baad me aap
Apna speed.  Badha sakte ho.
  



5)
Running karke lautne ke baaad apne muh par paani kabhi bhi na maare.
Kyoki us wakt aapka body temperature jyada hota hai.






6)
Pahale pahle aapke peiro  me dard hoga lekin kuch dino ki
Practice ke  baad aapko aadat
Ho jaayegi.
Aap ek acche runner banke international leval per bhi ja skte ho.

Hamari post kaisi
Lagi hame comment
Me jarur bataye.
Aur blog jyada se jyada share
Kare.
Aapki tarah kisi dusre ki bhi madat ho sakti hai.

Popular posts from this blog

Remini App Premium Version Download

Top 5 best smartphones under 20K in 2024

Score Big Savings: Explore Indian Government Auction Websites for Discounted Deals