12th Science ke baad Career
%20(25).jpeg)
Friends ,10th aur 12th Ek aisa mukaam Hota hai,Jaha hum sahi stream Dicide kare to thik Nahi to humara future Denjar zone me Jaata hai. Maine pichli post me Bataaya ki 10th baad Konse stream aur uske Job opportunities kya Hai wah bataya. Aaj is article me, me Ala m o Bataunga ki 12th baad caree r Apportunities kya hai . Science strame me. Science ek damdar stream hai . 1 science stream se 12th pass karne Ke baad kuch students Doctor engineer bananaa Chahte hai. Lekin kuch students Kuch alag Karna chahte Hai. Lekin alag kya Jare yah ubhe samajh Nahi aata. Isliye wah students career Me confuse ho jaate hai. Aap career me success Ho iskiye me kuch Akag streams ki jaankari(Infirmation) aaj Me aapko dene ja raha hu. 1) . Nano technology : Global information ink ki Research ke mutabik 2018 tak iss industry ke 3.3 Trillion $ tak Pahuchne ki ummid hai. To 12th baad Nano technology Me B . sc ya B . tech Aur is...