12th Science ke baad Career

Friends,10th aur 12th Ek aisa mukaam Hota hai,Jaha hum sahi stream Dicide kare to thik Nahi to humara future Denjar zone me Jaata hai. 




Maine pichli post me Bataaya ki 10th baad Konse stream aur uske Job opportunities kya Hai wah bataya. Aaj is article me, me AlamBataunga ki 12th baad careeApportunities kya hai . Science strame me.

Science ek damdar stream hai.
1 science stream se 12th pass karne Ke baad kuch students Doctor engineer bananaa Chahte hai. Lekin kuch students Kuch alag Karna chahte Hai. Lekin alag kya Jare yah ubhe samajh Nahi aata. Isliye wah students career Me confuse ho jaate hai.

Aap career me success Ho iskiye me kuch Akag streams ki jaankari(Infirmation) aaj Me aapko dene ja raha hu.

1). Nano technology:

Global information ink ki Research ke mutabik 2018 tak iss industry ke 3.3 Trillion $ tak Pahuchne ki ummid hai. To 12th baad Nano technology Me B.sc ya B.tech Aur iske baad issi
Subject me MSC ya m. tech karke
Is stream me beautiful career Bans sakte ho.

2). Space Science:

Yeh bahut brod field hai. Iske tahat cosmology stealer sciencePlanatry science etc.
3-4 year ki PHD tak Ke course khass tor Par isro aur Bangalore me IISC me karaye jaate hai.

3). A-stro physics :

Agar aapka interest Stars Aur Galaxy me hai,
To 12th baad A-stro physics Me romanchak career bana Sakte ho. Iske liye aap chahe to         5 year research oriented program

Aur 4 years tak bachelor program
Me admission le sakte ho.
Isko completed karke students
ISRO related Research organizations me scientist ban Sakte ho.

4). Water science:

Isme Hydrometeriology ,hydro- Giology ,drenez,besin Management related
Water quality management jaise Subject ki study karni hoti Hai. Iss field me kaffi Demand bhi badh rahi Hai.


5). Micro biology :

Iss field me B.sc in life science ya Fir b.sc in micro biology course Karr sakte hai. Iske baad master degree aur P.HD bhi ka option aspke
Pass available hoga. Iske alawa Paramedical marine biology,fisheri -z-science Related kai field hoti hai.



6). Robotic science:

Robotic.  Science bhi Ek  damdar stream hai,
Yeh bhi   ek aisa platform Hai,jaha aap apna career Savaar sakte ho.

Iske alawa aap ek Engineer bhi bann sakte ho.
Engineering bhi kai prakar ke Hote hai.
Jaise software engineer  mechanical engineer Electrical engineer Civil engineer. 

Software engineer me
Career ke liye post jarur read kare.

Software engineer me career


Yeh article kaisa laga comment jarur kijiye!!!

Popular posts from this blog

Remini App Premium Version Download

Top 5 best smartphones under 20K in 2024

Score Big Savings: Explore Indian Government Auction Websites for Discounted Deals