10Th baad konsa subject chune& uske scope.

Hello friends,agar life me success hona hai to aapko mera yeh article jarur read karna chaiye.
Friends school life to sabko pasand hai.
School me koi aisi situation nahi hoti jiska hame darr lagta ho.
Lekin jab hum SSC Exam dete hai,
Aur jab collage ki baat aati hai to sabse pehla sawal hamare saamne aata hai ki subject konsa chose kare.
To me ek baat aapko bata doo ki
  Apka interest ki stream me hai,
     Aur usi hisabh se aap subject
Choose kare.




Ab aapko bata de ki kon kon se subject hote hai.
To pehle hum baat karte hai,

1). Science
Science ek damdar subject hai.
Agar aap 10th baad science lete hai
To aapke pass kai sare stream me Jane ka awasar mil jata hai
Agar aapko 1) Engineer 2) Docter
3) airforce is tarah ke kshetra me career bana sakte hai.
Aap bca kar sakte hai,MCA karke MBA kar sakte hai.
Aur bhi koi private courses kar sakte hai.is stream me aap bahoot accha career bana sakte ho.yeah ek damdar career banane ke liye aap isko choose kar sakte ho.

2). Commerce
Agar aap accounten , bank aadi me job karna pasand
Karte hai to commerce yeh
Subject aap le sakte ho.
Isme Government job ki
Jyada sbhavnaye hai.

Is stream me aapko
Salary bhi bahut acchi
Mil sakti hai.
Aap is me career bana sakte hai.

Aap isme graduation kar me bahoot achhi salary pa sakte

Ho.

Bank me job ke jyada

Sambhavnaye hoti hai.isliye yeah aap interest ke mutaabik choose kar sakte ho.Lenin yeah aap pe depend hai.

3). Art
Me ek baat bata doo ki koi stream choti nahi hoti.
Aur mene har jagah dekha to
Logo me aisi soch hai,ki
Jis student ne art liya usko acche job nahi milte.
Lekin me aapko bata doo ki art me bhi aap acche career bana
Sakte ho.
Agar aap art(kala) me aage badhna chahte ho  to aap
Yeah subject choose kare.
Isme 1) Army 2) Navy 3) Air force
4) Upsc mpsc exam
Graduate pura karne ke baad de sakte ho.

Lekin dhyan De ki aapke
Interest me mutabik
Subject choose kare.

Aap 10th ke baad diploma kar sakte ho.

Yeh article accha lage
To comment jarur de.

I hope you are success in your Life

Popular posts from this blog

Remini App Premium Version Download

Top 5 best smartphones under 20K in 2024

Score Big Savings: Explore Indian Government Auction Websites for Discounted Deals